![]() |
Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa tab kahin jaake zara thoda sukoon paati hai maa apne bachoun ke gham me aise ghul jaati hai maa jawaan hote hue bhi boodhi nazar aati hai maa kab zaroorat ho bachoun ko meri itna sonch kar jaagti rehti hai aankhien aur so jaati hai maa ghar se jaata hai jab koi noor –e- nazar haath mein quran leke dar pe aajati hai maa chahe hum khushiyon mein usey bhool jaien dostoun jab museebat sar pe aajae to yaad aati hai maa jab kabhi mushkil mein hum ghir jaate hain pardes mein tasalliyaan dene hamien tab khwaab me aajati hai maa shukriya hohi nahi sakta kabhi uska ada martey martey bhi du’a jeeney ki dejaati hai maa pyaar kehte hain kise aur ma*** kya cheez hai un bachoun se poocho jin ki marjati hai maa. |
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
yahan nominate ka option nahi he warna es ko zaroor nominate karta
buhat hi khubsurat |
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
thanks alot ...
|
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
u welcome .
|
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
so so so so nyc poetry
|
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
v v v v v nyc poetry
|
Re: Qabr ke aaghosh mein jab thak ke so jaati hai maa
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 03:03 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.