![]() |
ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
;ham kia hamari uukat kia ;ham tu kath putliyan ;waqt kai hathu ki ;jo merzi us data ki ;kbi dorr ko iss aur guma de ;kbi uss aur le jaae ;hamara kaam kia ;uss dorr ke sang chalna ;jo bi kahani hai ;uss ka hissa banna ;hame gam se kai matlab ;hame khushi se kai lena ;zandagi ki basaat per ;kbi dhaae ghar chalna ;kbi aik khana kbi pura rasta ;aur kbi chek mate mil jana ;na hamari koi soch ;na hamara koi khyal ;na koi sawal na koi jawab ;hame muhra banna hai tab tak ;khail khtam na ho jab tak ;jis din khail khatam ;us din hamara kaam khatam ;aur ham bi khatam |
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
V.Nyc...
|
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
thx shyann
|
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
buhat khoob
|
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
V niceee
|
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
very nice... keep sharing like dis. |
Re: ham tu kath putliyan waqt kai hathu ki (bikhrai phool)
very nice...
|
All times are GMT +5. The time now is 11:26 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.