![]() |
Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya kia kahoon kitni aziyat se guzer ker aaya har koi ham se mila umr-e guraizan ki tarah woh tou jis dil se bhi guzra ghar ker aaya tum ne ik sang uthaya mer aayiney per aur har shakhs ko mein aayeina-gar ker aaya mujh se kia poochtey ho shehr-e wafa kaisa hai aisa lagta hai saleebon se uter ker aaya sirf chehrey hi agar karb ke aayiney hein kyun na mein dil ka lahoo aankh mein bhar ker aaya ab jo is sheher ki taqdeer ho, mein tou logon dar-o deewar pe hasrat ki nazar ker aaya ham tou samjhey thay mhbt ka payambar hai Faraz aur woh be-meher touheen-e hunar ker aaya. |
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
wonderfull!!
|
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
very nice
keep it up :) |
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
v nyc./
.. |
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
niceeeeeee
|
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
beautiful sis janu
|
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
thnx a lot
khushboo adoo sis lucky uae gul n lyfe 2:hatoff: :;shyy: |
Re: Mein ke phir dasht-e rifaqat ka safar ker aaya
u welcome
|
All times are GMT +5. The time now is 11:11 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.