![]() |
Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha

Wo pal bhar ko jo ruk jata , mujhey kuch aur kehna tha Ghalat fehmii nay baton ko barha dala yunhi warna Kaha kuch tha , wo kuch samhja , mujhay kuch aur kehna tha Kamai zindagi bhar ki usi kay naam tau kar di Mujhay kuch aur karna tha , mujhay kuch aur kehna tha Kahan us nay suni meri , suni bhi un-suni kar di Usay maloom tha itna , mujhay kuch aur kehna tha Meray dil main jo dar aya , koi mujh main bhi darr aya Waheen ik rabta toota , mujhay kuch aur kehna tha |
Re: Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
Very nice poetry
|
Re: Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
Very Nice:goodone:
|
Re: Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
v nice....
|
Re: Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
ZabaRdasT.. Thanks FoR SharinG... |

zaberdast Rose...
|
Re: Wo kuch sunta to main kehta , mujhey kuch aur kehna tha
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 04:19 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.