![]() |
Pather Tha Mager Baraf Kay Galon Ke Tarah Tha
Pather Tha Mager Baraf Kay Galon Ke Tarah Tha
Ak Shaks Aandheron Main Ujalon Ke Tarah Tha Khowabon Ke Tarah Na Khayalon Ke Tarah Tha Wo Elm -e- Riyaazi Kay Sawalon Ke Tarah Tha Uljha Howa Aaisa Kay Kabhi Hal Ho Nahi Paaya Suljha Howa Aaisa Keh Misaalon Ke Tarah Tha Wo Mil Tu Gia Tha Mager Apna Hi Muqaddar ShatRanj Ke Uljhi Hoi Chalon Ke Tarah Tha Wo Roh Main Khushbu Ke Tarah Ho Gia Tehleel Jo Dorr Bohat Chaand Kay Haalon Ke Tarah Tha |
Re: Pather Tha Mager Baraf Kay Galon Ke Tarah Tha
its my fav janab
|
Re: Pather Tha Mager Baraf Kay Galon Ke Tarah Tha
suamira yah thu may nay kal hi shair ki thy per koi baat nahi hu jata hay:tuo-soniya:
|
Re: Pather Tha Mager Baraf Kay Galon Ke Tarah Tha
nyc,,,,
|
All times are GMT +5. The time now is 11:18 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.