![]() |
raat ki khamoshi mausam mastana
raat ki khamoshi mausam mastana dhundh pe machalta yeh dil deewana nigahein bhi kehti raaze-e-dil suhana bahon mein toh aao mere jaan-e-jana hawaon ki sarrahat kare waqt rumana ye hothon ki chuann kare jism noorana aahon mein behta apna khayaal purana jazbaton ka dariya or mere dil ka fasana raat ki khamoshi mausam mastana dhundh pe machalta yeh dil deewana |
Re: raat ki khamoshi mausam mastana
Great.buaht zabardast
|
Re: raat ki khamoshi mausam mastana
nyc....
|
Re: raat ki khamoshi mausam mastana
V niceee
|
Re: raat ki khamoshi mausam mastana
thanks all
|
All times are GMT +5. The time now is 02:19 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.