![]() |
Agar main bata doon main kya chahta hoon
Agar main bata doon main kya chahta hoon Nazron sy apni giraa to naa doo gi JO main chata hon wo tum be chahoo Moje koi kari saza to naa do gi. Main Mohabaton main jabar ka kayal nahi Dil laga k moj ko bhola to na do gi. jo main bata dun myri maan main kya hai Tum jaha main tamashaa bana to naa do gi Darta hon tumhy main raz-e-Dil sonany sy Tum hassi main baat uraa to naa doo gi. Ager main bata dun main kya chata hon Wafaon k badly jafa to na do gi or moj hi sy daman chora to naa loo gi. |
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
v nice...
|
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
very nyc :)
|
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
Janab kia khoobsurat ghazal irshaad farmaye , bohat umda
|
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
Zaberdast!!
|
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
Nice....
|
Re: Agar main bata doon main kya chahta hoon
ZabaRdasT.. Thanks FoR SharinG... |
All times are GMT +5. The time now is 08:39 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.