![]() |
Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
agr kabhi meri yaad aaye
chand raato ki dilgeer roshni mei kisi sitarei ko dekh leina aur wo nakhl e falak sei ur kar tumhaei qadmo mei aagirey tou jaan leina wo istiaara tha merei dil ka aur na aaye? mgr yah kaisey mumkin hai kei kisi pei nigah dalo aur us ki deewar e jaan na tootey wo apni hasti na bhool jaye agr kabhi meri yaad aaye gurez karti hawa ki lehro pei hath rakhna mei khusbooo mei tum ko milooga mujhey gulaab ki pattioo mei talash karna mei aus qatrey kei ainei mei tumhey milooga agr sitaro mei auq qatro mei na pao mujhey tou apnei qadmo mei dekh leina mei gard hoti musafato mei tum ko milooga kahein yah roshan chiragh dekho tou jaan leina kei her patingey kei sath mei bhi sulag chuka hoo tum apnei hatho sei us parindey ki khaak uradeina mei khaak bankar darya mei safar karooga kisi na kisi jazeerey pei ruk kei tumhey sadain doonga samndero kei safar pei niklo tou is jazeerey pei kabhi utarna............. |
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
v niceee
|
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
Nice...
|
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
thanks
|
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
Nice....
|
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
v nice
|
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
Nice .................
bhout purani post hai january ki : o |
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
nice
thx for shairing |
Re: Agr Meri Yaad Aaye (Shaam)
very nice..................................:Brilliant: |
| All times are GMT +5. The time now is 10:33 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.