![]() |
Emaan aur Muhabath
Emaan aur Muhabath Malka Noor Jehan Chunky Raks (dance) ki taraf Mayel the aur Shehanshah Jahanger k dil mai samy huwe the..Is liye is nai hikmath i amali sai kam lay kar Abdullah Shustari ku saltanat ka Ameer i Shariyath bana deya...Jahager is ki Bad mazhabi sai na wakif tha....Aik din Abdullah "Dewar hum ghosh darad " ki haqeeqath sai ghafeel hu kar kahny laga "za umar khuwesh bezaram k wo nam i umar de" yani may apni umar sai is liye baizar hu k is ka nam umar(razi tala anh) hay Yah GHalat Alfaz jub Jahanger k kano sai takraye...us waqt noor jehan bhi badshah k pas the..jahanger ka chehra ghais o ghazab sai surkh hu gaya.........bijli ki surath k sath mayan sai talwar nikali aur us ghustakh ki taraf japtha....is manzar sai noor jehan k hush bhi ur gaye...Furan Jahanger k samny aye..mager jahanger nai nai us ki mutlak parwa na ki...aur ghunjdar awaz may kaha "Jaan i man ! tera jaan da dah am!Emaan na da dah am" yani "Ay Myre Jaan!may nai thujhy apni jaan de hay Emaan nahi " Dosryy hi lamhy jaahnger ki shamsheer khar aishagaaf nai aik hi zarb mai Abdullah ku jahanum wisal kar deya.....us waqt Jahanger ki jabeen Adal aur insaaf sai aur eman wo haq parasti ka aisa Raoub wo Jalal tepak raha tha k Noor jehan ju us ki khilwat ghadah ka chiragh the...Khufzada hu agye.............. |
Re: Emaan aur Muhabath
nice dear keep it up |
Re: Emaan aur Muhabath
thnx .........
|
Re: Emaan aur Muhabath
nyc.....
|
Re: Emaan aur Muhabath
thnx ...............
|
Re: Emaan aur Muhabath
nice yar love it .........:)
|
Re: Emaan aur Muhabath
Thnx ..........
|
Re: Emaan aur Muhabath
nice...............
|
Re: Emaan aur Muhabath
nyc sharing
|
Re: Emaan aur Muhabath
Thank you .......
|
All times are GMT +5. The time now is 08:10 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.