![]() |
ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
ab aur nahi bus meri jaan
chanchal hawa akei mujh sei kheley gi chand phir ahtmaam sei mere kamrey mei utrey ga kamrey mei baharo ka sama hoga mera chand ghoonghat mei chupa hoga us ko ghoonghat sei jab mei azaad karooga chupnei ki wo mujh sei faryaad karei ga aakh ka kajal, bikhra anchal gajra mehendi aur singhaar itnei hongei us kei hathyaar aur mei honga khali hath khali hath mei jab usei malaal maal karooga raat ka anchal dheerey dheerey dhul ka ruk jaye ga aur asmaan ka chand mujh sei jal kei kahein doooor chup jaye ga (ibn e insha) |
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
how romantic...........
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
romance nahi hasrat hai : )
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
nyc one bro
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
thanks malik
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
Nice ....!!
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
thanks
|
Re: ab aur nahi bus meri jaan ( Shaam )
v.nyce
|
All times are GMT +5. The time now is 06:52 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.