![]() |
tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
badan main aag si cheharaa gulaab jaisaa hai ke zahar-e-gam kaa nashaa bhi sharaab jaisa hai kahaan wo qurb ke ab to ye haal hai jaise tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai magar kabhi koi dekhe koi parhe to sahi dil aainaa hai to cheharaa kitaab jaisa hai wo samane hai magar tishnagi nahin jaati ye kyaa sitam hai ke dariyaa saraab jaisa hai ‘Faraz’ sang-e-malaamat se zakhm zakhm sahi hamain aziz hai khaanaakharaab jaisa hai |
Re: tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
very nice............................:bu:
|
Re: tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
:bu:....
|
Re: tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
super
t4s |
Re: tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
Woww Nice ...!!
|
Re: tere firaaq kaa aalam bhi khvaab jaisa hai BY AHMED FARAZ
very good
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:21 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.