![]() |
Ahmad faraz
Dost ban kar bhi nahi sath nibhanay wala
Wohi andaz hay zalim ka zamanay wala Ab usay logg samjhtay hay giraftar mera Sakhat nadim hay mujhay damm may lanay wala Subhadam chore gaya nighatay gull ki sorat Raat ko guncha-e-dill may simat anay wala Kia kahain kitnay marasam they hamaray us say Wo jo ik shaks hay moou phairr kay janay wala Teray hotay huway a jati thi sari dunia Ajj tanha hoon to koi nahi anay wala Muntazir kiss ki hoon toti hoi dehliz pay may Kon aye ga yahan , kon hay anay wala Kia khabar thi jo meri jaan may ghulla hay itna Hay wohi mujh ko sara-e-dar bhi lanay wala May nay dekha hay baharoon may chaman ko jaltay Hay koi khuwab ki tabeer batanay wala Tum takluf ko bhi ikhlase samjhte ho Faraz Dost hota nahi har hath milnay wala |
Re: Ahmad faraz
Zabardast I like Ahmed faraz thnx for sharing
|
Re: Ahmad faraz
Thanks alot sis
|
Re: Ahmad faraz
very nice............................:bu:
|
Re: Ahmad faraz
very nice............................:bu:
|
Re: Ahmad faraz
:bu:....
|
Re: Ahmad faraz
nice sharing....
|
Re: Ahmad faraz
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 04:53 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.