![]() |
Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya
Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya Main musafaton Mein Bikhr Gya mujhey Raaston Ney Ganwa Diya Teray Saath Chalney Ka hosla Meri Himmaton Sey guzar Gya Main to Pehlay Hii Tha Shikasta-Paa mujhey Aandhiyon Ney Gira Diya Teray Chehray Par Bhi to Phool They Teri Aankhon Mein Bhi to Rang They Too Ney Phool Bhii, too Ney Rang Bhi, Sabhi Aansoun Mein Baha Diya Na Main Chhaaon hoon Na Mein dhoop hoon Shikastgii Ka wo roop hoon Mera Dil Gya Meri jaan Gaii mujhey Bijliyon Ney jalla Diya Too Ney So Sitam Bhi Diye to Kya Main Ney Sah Liye Teray Naam Par Teray zulm Ki hai Yeh Inteha too Ney Dar Sey Apney Uthaa Diya |
Re: Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya
Nice ....!!
|
Re: Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya
thnx .........
|
Re: Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya
very nice
|
Re: Mera Azm to Tha buland Tar Isey Haadson Ney Mitta Diya
thnx ..........
|
All times are GMT +5. The time now is 12:35 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.