![]() |
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi Ek Musafir Ne Raat Pichlay Pahar Apne Mehboob Ke Na Aane Par Kar Diya Taj Mahal Ke Tukre Aab-E-Jamuna Main Phaik Kar Pathar Kal Mila Waqt To Zufain Teri Suljha Doonga Aaaj Uljha Hoon Zara Waqt Ke Sulajhne Main Yoon To Sulajh Jatee hain Uljhee Zulfain Umar Kat Jati Hai Waqt Ke Sulajhne Main Dil Ko Manana Gar Hota Aaasaaan Na Karta Kisi Ko Yoon Ye Pareshaan Tanha Na Rahta Bhari Mehfil Main Na Hoti Woh Halat Jo Ho Na Bayaan Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan Hum Bewafa Har Giz Na Thay Par Hum Wafa Kar Na Sakay Humain Mili Us Ki Saza Jo Khata Hum Kar Na Sakay Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai Kadam chun chun kar rakhti ho kamar balkha hi jaati hai Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karo Apne dil ki haalat kisi ko bataaya na karo Log muth-thi bhar namak liye ghooma karte hain Apne Zakham kisi ko dikhaaya na karo |
Re: Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
very nice
|
Re: Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
greATTTTTT
|
Re: Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
thanks alot to both of you
|
Re: Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi
vv niceee
|
All times are GMT +5. The time now is 06:44 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.