![]() |
>>~~Kaha tha na...~~<<
Kaha tha na... is tarha sotay hoye chorde ke mut jana mujhe be-shak jaga dena bata dena ke tumhain rasta badlna hai mairy hud se nikalna hai Tumhain kis baat ka dur tha ?????????? kia main janay nahien daita? kahien pe qaid ker laita?????? aray pagal muhabbat ki tabiyat main zaberdasti nahien hoti jisay rasta badlna hai usay rasta badlanay se jisay hud se nikalna ho usay hud se nikalnay se na koi rok paya hai na koi rok paye ga tumhaien kis baat ka dur thaaa??????? mujhe jaga daitay bus yeah yaad rakhna ae hum dum ab in jagti Aankhoon main khuwab tumharay hi bastay hain in Aankhoon ke ansoonoon main tumhary yaadoon ke deep ban ke moom chalaktay hain bus yaad yeah rakhna ae mairay hum dum in Aankoon ki roshni ke bujhnay tuk main intizar ke deep jalaon ga mairay ghar ke rastay pe teray qadmoon ki ahat ko sun ke hi jaon ga apni sansoon ke thumnay tuk apnay jism ke mernay tuk tujhe dil main basoonga bus tera kehlaoon ga ke sansoon ke thamnay ki wajha bhi sirf yeahi ho gi "is duniya main na sahi , agli duniya main to mairy ho gi" |
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
suprb great
keep sharin |
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
thanx apki b kam nhi hai poetry :)
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
v nice,,,,,
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
Nixe....
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
nice
thx for shairing |
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
thanx all :))
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
v nice ali bro
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
thanxx fatima :crazy4:
|
Re: >>~~Kaha tha na...~~<<
NYce.............
|
| All times are GMT +5. The time now is 11:02 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.