![]() |
Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Chalo Yeh Maan Liya Ke Aankh Meri Namm Nahi Gumaan Naa Kar Ke Mere Dil Me Koi Gham Nahi Ussi Ko Khouf Hai Ki Manzilein Kathin Hai Bohut Wafaa Ki Rah Pe Mera Jo Humqadam Bhi Nahi Tumhe Guroor Hai Apni Sitamgiri Pe Agar Aaye Dost Hounsla Jeene Ka Mujh Me Bhi Kamm Nahi Suroor-E-Dil Bhi Wahi Hai Aziz-E-Jaan Bhi Wahi Hai ke Darr-E-Zeesat Pe Ek Naam Jo Raqm Bhi Nahi Ilm Jo Haq Ka Uthaya Hua Hai Mein Ne Abhi Bahaal Saans Hai, Bazoo Mere Qalam Bhi Nahi Hazaar Gham Hain Magar Phir Jo Salamat Hoon Toh Kis Tarah Se Keh Doun Tera Karam Bhi Nahi ? |
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Very Nice
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
zABERDAST
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
kia baat hai : )
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Thanks for liking
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
good work mahi
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Thanks nd welcome to forum
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
very nice..........................:bu:
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Nice .....
|
Re: Hazaar Ghum hain Mager Salamat Hoon
Many Thanks : )
|
All times are GMT +5. The time now is 02:32 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.