![]() |
kuch is tarha sey.......
Kuch is tarah say Kuch is tarah say usy pyaar krna parta hai K apny pyaar sy Inkar karna parta hai Kahbi kahbi to wo itna qareeb hota hai K apny ap ko dewaar krna parta hai Khuda ne usko Ataa ki hain wo maseehaie K khud ko jaan k bemaar krna parta hai Wafa ki raah ma dushwariya to aati hain Wafa ki raah ko hamwaar krna parta hai Wo hath rakh k mere dil pay jab pochta hai To mujko dard say Inkar krna parta hai |
very Nice
|
wah wah
|
:thumbsup: bohat khoob chachu
|
very Nice
|
very nice ..............
|
All times are GMT +5. The time now is 09:50 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.