![]() |
Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
Chirag Mangte Rehne Ka Kuch Sabab Bhi Nahin, Andhera Kaise Bitayen Ke Ab To Shab Bhi Nahin, Main Apne Zaum Mein Ek Bazyaft Par Khush Hoon, Ye Waqeya Hai Ke Mujh Ko Mila Wo Ab Bhi Nahin, Jo Mere Shair Mein Mujh Se Ziyada Bolta Hai Mein Us Ki Bazm Mein Ek Harf Zair Lab Bhi Nahin, Aur Ab To Zindagi Karne Ke Sau Tareeqe Hain Hum Us Ke Hijr Mein Tanha Rahe The Jab Bhi Nahin, Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya, Khilaf Us Ke Ye Dil Ho Saka Hai Ab Bhi Nahin, Ye Dastakein Ye Meri Zindagi Ki Adhi Raat, Hawa Ka Shor Samajh Lon To Kuch Ajab Bhi Nahin, Ye Dukh Nahen Ke Andheron Se Sulah Ki Hum Ne, Malal Ye Hai Ke Ab Subha Ki Talab Bhi Nahin, Hisab Dar Badari Tujh Se Mang Sakta Hai Gareeb Shahar Magar Itna Itna Be Adab Bhi Nahin, Hamein Bohat Hai Ye Sadat-E-Ishq Ki Nisbat Ke Ye Qabeela Koii Aisa Kam Nasab Bhi Nahin... |
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
hmmmm ajeeb hai hmmm really
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
Nice....
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
thanks.......
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
v nice...
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
nice
thx for shairing |
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
thnx for liking....
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
Very Nice ..............
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
Buhat Umda.........
|
Re: Kamal Shakhs Tha Jis Ne Mujhe Tabaah Kiya
very nice............................:bu:
|
All times are GMT +5. The time now is 01:22 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.