![]() |
islamic poetry
Main muddat se is aas par jirahi hoon
kabhi to sunega duaen wo meri kabhi to sunega sadaen wo meri Jo logon say sun sun kay nakhse hain khenche haqiqat may honge manazir wo kaise kabhi jake dekhon khud aankhon se apni main muddat se is aas par jirahi hon Khuda ne utara jishe asman se kiya nasb tha jisko Paighambaron ne ushi Hajre Aswad ka bosa me lelon main muddat se is aas par jirahi hon Mere samne ho wo Qabe ki cokhat wo rukne yahmani wo mizabe rehmat me sehne haram me karon jake sajde main muddat se is aas par jirahi hon Wo shehre haram wo Madine ki galiyan wo arafat ka din minah ki wo ratain Muyasar kabhi hon hame sare jalwe main muddat se is aas par jirahi hon Mere samne ho wo Gunbade khizran wo roze ki jaali wo jannath ka gosha kabhi chuom lon jake khake madina main muddat se is aas par jirahi hon Nehi hay bharosa koi zindegi ka ushi ko khabar hay wohi janta hay bulalega hamko wo marne se pehle bulalijiye mujhko marne se pehle main muddat se is aas par jirahi hon khuda kab bulalain mujhe apne ghar me main muddat se is aas par jirahi hoon... |
Nice..
|
very Nice
|
Re: islamic poetry
JazakAllah
|
Re: islamic poetry
My Fav 1 ...
|
Re: islamic poetry
Nice Sharing ...!! Jazakallah
|
Re: islamic poetry
Main muddat se is aas par jirahi hoon
kabhi to sunega duaen wo meri kabhi to sunega sadaen wo meri.......................GER ABTAK YAH GUMAN HAI KE US NE SUNA NAHI TOU MARJANA BAHTER HAI. Jo logon say sun sun kay nakhse hain khenche haqiqat may honge manazir wo kaise kabhi jake dekhon khud aankhon se apni main muddat se is aas par jirahi hon Khuda ne utara jishe asman se kiya nasb tha jisko Paighambaron ne ushi Hajre Aswad ka bosa me lelon main muddat se is aas par jirahi hon..............INSHALLAH ZAROOR LEINGE Mere samne ho wo Qabe ki cokhat wo rukne yahmani wo mizabe rehmat me sehne haram me karon jake sajde main muddat se is aas par jirahi hon Wo shehre haram wo Madine ki galiyan wo arafat ka din minah ki wo ratain Muyasar kabhi hon hame sare jalwe main muddat se is aas par jirahi hon Mere samne ho wo Gunbade khizran wo roze ki jaali wo jannath ka gosha kabhi chuom lon jake khake madina main muddat se is aas par jirahi hon Nehi hay bharosa koi zindegi ka ushi ko khabar hay wohi janta hay bulalega hamko wo marne se pehle bulalijiye mujhko marne se pehle main muddat se is aas par jirahi hon khuda kab bulalain mujhe apne ghar me main muddat se is aas par jirahi hoon... nice one OVERALL... wo tou beher e mekaraan hai at'a ka Shaam tujhey hi kam zarf mangna nahi aaya..... |
Re: islamic poetry
thanks Roby siso
|
Re: islamic poetry
thanks ali.........
|
Re: islamic poetry
thanks FA
|
All times are GMT +5. The time now is 07:47 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.