![]() |
Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
~* Eid Ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men *~ Huzoor Sarwar-e-Kaainat (S.A.W.) Eid Ul Fitar k Din Jub tak Chand CHoharay Na Kha Lete Eid Gaah ki Taraf Na Jatay , Or Wo Choharay Taaq Adad ( 3,5,7 ..) men Khatay. ( Sahi Bukhari Jilad Awwal ) Aap (S.A.W) Eid par Wapisi Par Raasta Badal kar Atay . ( Sahi Bukhari Jilad Awwal ) Aap (S.A.W) Eid Ul Fitar or Eid Ul Azha Men pehle Namaz Parhte the , Phir Namaza k Baad Khutba kehte Thay. ( Sahi Bukhari Jilad Awwal ) Aap (S.A.W) Ne Fitrana ( Sadqa ) KO EiD Ul Fitar ki Namaz Se Pehle Ada Karne ka Hukam Farmaya . |
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
Jazak allah
|
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
JazakAllah :)
|
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
Bht ShukRiYaA ... :) |
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
nice sharing
jazakAllah |
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
jazakAllah
|
Re: Eid ka Bayan Ahadees Ki Roshni Men ..!
nice......
|
| All times are GMT +5. The time now is 03:55 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.