![]() |
Chahrey parhta ankhein likhta rahta hoo by mohsin naqvi
chehrey parhta, ankhein likhta rahta hoo
me bhi kaisy batein likhta rahta hoo tujh ko khat likhne ke tewar badal gaye arhi tirchi satrein likhta rahta hoo tere hijir me mujhey aur kia karna hai tere naam kitabein likhta rahta hoo terei zulf ke saye dhiyan me rahtey hain me subho ko shamein likhta rahta hoo apne pyar ki phool mehekri raho me logo ko deewarein likhta rahta hoo tujh se milke sarei dukh dohraoonga hijr ki sari batein likhta rahta hoo sookhey phool, kitabein, zakhm judai ke teri sab soghatein likhta rahta hoo us ki bheegi palkein hasnti rahti hain mohsin jab tak ghazlein likhta rahta hoo |
Re: Chahrey parhta ankhein likhta rahta hoo by mohsin naqvi
gr8 n suprb....
|
Re: Chahrey parhta ankhein likhta rahta hoo by mohsin naqvi
wah wah Buhat Zabardast
|
Re: Chahrey parhta ankhein likhta rahta hoo by mohsin naqvi
shukria
|
Re: Chahrey parhta ankhein likhta rahta hoo by mohsin naqvi
very nice
|
All times are GMT +5. The time now is 04:17 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.