![]() |
saahia (sitaroo ki roshnii )
:han ye maana tu bas meri mhabat ma rahna chahta hai;
:mere ehsas ma ,meri yaadoon ma ik jahan basana chahta hai; :Per ye bi tu te tha ,na tu mere lie, na thi ma tere lie; :han is bat ki haqeeqat ko bi tu, jutlana nhi chahta hai; :tuje maloom ha na k mai tere jesi aur tu mere jesa hi hai; :tu phir kun tu khushun ko apne der per nhi ane dena chahta hai; :ma ne kab kaha porani tahreeroo ke naqash dill ki kitab se mita do; : Per tu nae rooshinun ko kun nhi pass ane dena chahta hai; :aisa na kr, mat ker aise, apni zandagi ko moqa de ab jeene ka; :k ye dill bas tere skoon, teri khushi ki dua krna chahta hai; :tuj se koi raz e dill kro , tera dill bi ab gawara nhi kre ga; :ma kaho tu yaad ata hai, aisi koi bat dil ab kehna nhi chahta hai; :muje na bhool, mat bhool muje, chahe saaie ki tra sath hi rakh; :bas ye saaia tere dill ki thandakk bane, roshni bane, aisa ji chahta hai; |
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
achi kawish hai...
likhti raha karein..... |
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
nice sharing
|
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
bohat acha likha ha janab
|
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
really nice and superb
|
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
wah je wah bht alaa...
|
Re: saahia (sitaroo ki roshnii )
bohat umdah!
|
All times are GMT +5. The time now is 06:52 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.