![]() |
Islamic quiz
Lets start ISLAMIC QUIZ. Every person who answer the frist can put his or her question. The question can be of history, commandments or laws of islam.
let start it with my very basic question. Who proposed the Prophet SAW name "MUHAMMAD" ? |
Re: Islamic quiz
ok let me give choices.
* Hazrat Abdul Muttalib * Hazrat Abu Talib * Hazrat Bibi Amina * None of Them ab tou kuch boldo. |
Re: Islamic quiz
great to see nobody answered lolz
well i was Hazrat Amina well the ma next question is There are how many essential in namaz ( Namaz ke kitnei Farayiz hain ? ) Name them if u can. Or atleast numbers. |
Re: Islamic quiz
Faraiz = Rakkaat ???
|
Re: Islamic quiz
nahi i dint ask about far namazon ki tadaad
kizi bhi namaz ko parhnei ki shartein jis ke bagher namaz nahio hoti.... FARYIZ to perform namaz. |
Re: Islamic quiz
Namaz Ki Sharayit Yeh Hain
1. Niyyat 2. Wuzu (Jism aur Jagah Ki Taharat) 3. Qibla Rukh hona 4. Ruko O Sujood Ko Poora Kerna 5. Surah AL Fatiha Parhna U can Add More Next Question = Konsay Sahabi (R.A) Ka Name Quran May aya hay? |
Re: Islamic quiz
well
namaz ke 7 faraiz hain 1- TAkbeer 2- Qayam 3- Qirah 4-Rukoo 5-Sajood 6-Tash;had(Recite Atahiyaat) 7- Salam and ur question Hijab hmm Hazrat in sorah ahzaab as prophet saw Married his divorced wife Ummum Momineen Hazrat Zainab (R.Z) Well my question is hmmmm lemm thinks something usefull Who Has Been Called Syed US Shuhda in ISLAM ?? |
Re: Islamic quiz
Hazrat Hamza R.A
Next Question = Quran Ki Sab Say Fazilat Wali Ayat Kon c Hay ? |
Re: Islamic quiz
yeah right hamza aur is question ki waja yah hai ke bohat sei log hazrat Hussain RZ ko kahtey hain jo ke
Nabi SAW ke qol sei inhiraaf hai.. aap ka jawab AYATAL KURSI hai now my question is that hmmm Wo kaun se janwar hain jo jannat me jain ge ? |
Re: Islamic quiz
Hazrat Shoaib A.S ki Ounthni
Burraaq Woh Maindha Jo Fidye k toor per Hazrat Ibrahim ko Dia tha Am Really not sure about it.. Next Question = Umayyads aur Abbasis Ki Akhri Jang Kon c Thi.. Name ? |
| All times are GMT +5. The time now is 08:15 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.