![]() |
Mirza Ghalib
Dil hi toh hai na sang-o-khisht
dard se bhar na aaye kyun roenge hum hazaar baar koi humein satayein kyun dair nahin haram nahin dar nahin astah nahin baithe hai rah guzar pe hum gair humein uthayein kyun qaid-e-hayat-o-bandh-e-ghum asla mein dono ek hai maut se pehle admi ghum se najat payein kyun han woh nahi khuda parast jao vo bewafa sahi jisko ho din-o-dil aziz uski gali mein jayein kyun ghalib-e-khasta ke bagair kaun se kaum band hai royein azar-zar kya kijiyein hai hai kyun roenge hum hazaar baar koi humein satayein kyun Dil hi toh hai na sang-o-khisht |
Re: Mirza Ghalib
love it
one of a heart fav dair nahin haram nahin dar nahin astah nahin baithe hai rah guzar pe hum gair humein uthayein kyun han woh nahi khuda parast jao vo bewafa sahi jisko ho din-o-dil aziz uski gali mein jayein kyun zabardast |
Re: Mirza Ghalib
Nice ...
|
Re: Mirza Ghalib
V Nice Sharing...!!
|
Re: Mirza Ghalib
bahat khoob .... zabardast
|
All times are GMT +5. The time now is 09:14 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.