![]() |
-:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
Usay kehna…
Agr milna nahi aasan To Likh bhejay.. … wo kaisa hay? Bahut din se ye dil be-chain rehta hy Tabiat bhi machalti hy Kabhi thokar jo lagti hay to maira zehn na-janay kiyun ausi ki simt jata hy k aus ko bhi koi pathar, koi kanta laga na ho.. Khudaya wo salamat ho… Usay kehna… agr milna nahi aasan to likh bhaijay wo kaisa hay…..!!~~ |
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
Nice T4S
|
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
thanks ,,, yaar ,,,
yaar her thread mein aik hi rplay ,,, ???? |
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
Nice..
|
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
nyc////
|
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
kitney kanjoos log ho tum log yaar ,,, tareef bhi nahi kerni ati ,,, lollz .... dad to dil khool ker keroooooo ,, hahahahaha |
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
boht ahla janab....behad achi poetry hy ...ma iss trak ki poetry boht like krti hu
|
Re: -:: || ƲsЄƳ ƘЄĦИΔ || ::-
aww kitni zabrdast poetry share ki hai wow :4qporaw:
hamesha khush raho Ameen |
All times are GMT +5. The time now is 06:48 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.