![]() |
-:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
-:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв Aαтι Ħαιи ::- Mujh Ko Baatein Kab Aati Hain Main To Bus Khamosh Sa Sha-ier Ulfat Chahat Ke Rango Se Dil Ki Khali Tasveero Me Koi Mohabbat Likh Deta Hoon Aur Kabhi Deewar Se Lagkar Koi Mohabbat Ro Deta Hoon Aur Kabhi Aankho Aankho Mein Saari Baatein Keh Jata Hoon Main To Ek Khamosh Sa Sha-ier Mujhko Baatein Kab Aati Hain Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Kiya Mujh Ko Chhor Kar Jaati Mere Sapne Tod Kar Jaati Kiya Meri Aankho Mein Dukh Ke Itne Aansoo Dekh Sakti Thi Mera Kul Sarmaya Tha Jo Kiya Mujhse Woh Le Sakti Thi Mujh Ko Baatein Gar Aati To Main Bhi Tumse Woh Sab Kehta Jo Tum Sunne Ki Khwahish Mein Saare Raaste Bhool Aayi Thi Saare Rishte Bhool Aayi Thi Main Thera Khamosh Sa Sha-ier Mujh Ko Baatein Gar Aati To Tum Bhi Mere Khwab Sajaati Yoon Na Tanha Chhor Kar Jaati Kaash Mujhe Bhi Baatein Aati .. Kaash Mujhe Bhi Baatein Aati |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
-:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв Aαтι Ħαιи ::-
APP tOU CHAMP hO IS MEIN LOSL |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
Nice T4S
|
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
Nice..:cool-yaar:
|
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
Zabardast |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
hahaha lollz asad bhai ,,,
thanks u all |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
Very Goooooood Lakin sha-ir ku baatain nahi ati :crying20tissue: sara saar Jhoot hay..me tu aaj tak jitny bhi sha-ir deky buhat baatoni huty hay :D
|
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
lollz ,,,
thanX fOr Ur (oMpl!ment,,, |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
Kaash Mujhe Bhi Baatein Aati : (
nice sharing! |
Re: -:: Mʋʝн Ƙσ βααтɛιи Ƙαв aαтι Ħαιи ::-
hahaha ,,, thnX Mahi ,,,
kOn kehta Hey K tUmey Batein Nahi Ati,, |
All times are GMT +5. The time now is 12:13 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.