![]() |
Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
Har shaam tumse milne ki adat si ho gayi Phir rafta rafta tumse Mohhabbat si ho gayi Shayed yeh taaza si judai ka tha assar har shakal bus kuch teri surat si ho gayi Ek naam jhilmilane laga dil ke taaq per Ek Yaad jaise Baais-e-Raahat si ho gayi Khud ko sajaa sanwar ke rakhne ka shok tha Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi Meine kuch beyaan safaayi mein nahin diya Bus chup raha to khud hi wazahat si ho gayi |
Re: Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
Umdaaa ,,,
|
Re: Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
Quote:
|
Re: Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
Aalaaaaaa kya baat hia janab
|
Re: Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
Wahhh Good (y)
|
Re: Phir apne aap se mujhe nafrat si ho gayi
great poem.thanks........
|
All times are GMT +5. The time now is 05:46 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.