![]() |
Safar-e-manzil..........
safar-e-manzil-e-shab yad nahi log rukhsat huye kab yad nahi dil main har waqt chubhan rahti thi thi mujhe kis ki talab yad nahi wo sitara thi k shabnam thi k phul ik surat thi ajab yad nahi aisa uljha hun gam-e-duniya main ek bhi khwab-e-tarab yad nahi bhulte jate hain mazi k dayar yad ayen bhi to sab yad nahi ye haqiqat hai k ahbab ko ham yad hi kab the k ab yad nahi yad hai sair-e-charagan "Nasir" di k bujhne ka sabab yad nahi |
Re: Safar-e-manzil..........
bhtttt khoob
|
Re: Safar-e-manzil..........
Behtreeen ...
|
Re: Safar-e-manzil..........
V Nice..
|
All times are GMT +5. The time now is 05:08 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.