![]() |
Kabhi palkon per ansoo...(geet)
ek geet jo me bohat suna karta tha
aaj anchanak yaad agaya tou bus likhlia .... Kabhi Palkon Pe Aansoo Hain Kabhi Lab Per Shikayat Hai Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat HAI Jo Aata Hai Woh Jataa Hai Yeh Duniya Aani Jaani Hai Yahan Her Shaks Musafir Hai Safar Mein Zindagani Hai Ujalon Ki Zaroorat Hai Andhera Meri Kismat Hai Zara Aye Zindagi Dum Le Tera Deedar Toh Kar Loo Kabhi Dekha Nahin Jis Ko Uska Deedaar Toh Ker Loo Abhi Se Chhod Kar Mat Jaa Abhi Teri Zaroorat Hai Koi Anjaan Sa Chehraa Ubhar Tha Hai Fizaaon Mein Yeh Kis Ki Aahatein Jagee Meri Khamosh Rahon Mein Abhi Aye Mout Naa Aanaa Mera Thikaana Jannat Hai Kabhi Palkon Pe Ansoo Hain Kabhi Lab Par Shikayat Hai Magar Aye Zindagi Phir Bhi Mujhe Tujh Se Mohabbat Hai |
Re: Kabhi palkon per ansoo...(geet)
zabardast.......
|
Re: Kabhi palkon per ansoo...(geet)
Gud 1 ...
|
All times are GMT +5. The time now is 05:06 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.