![]() |
muhabtain jab shumaar karna...
muhabtain jab sumaar karna to saazishain bhi shumaar karna jo maire hissey may aayain wo azziatain bhi shumaar karna jalaye rakhungi main subha tak taire rastey may apni anakhain magar kahi zabt toot jaey to barishain bhi shumaar karna jo harf loh_e_wafa par likhey huey hain unko bhi daikh laina jo raygaan ho gai wo saari ibartain bhi shumaar karna ye sardion ka udaas mousam k dharkanain barf ho gai hain jab inki yakh bastagi parakhna tamaztain bhi shumaar karna tum apni majboorion k qissey zaroor likhna wazahton se jo meri aankhon may jal bujhi hain wo khawahishain bhi shumaar karna |
Re: muhabtain jab shumaar karna...
Nice .. Keep sharing.
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
Nice ..
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
bahat khoub
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
nice sharing i like this so thanks....
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
thanx all
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
Sooooooooo nice.
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
thanx sis
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
zabardast....
|
Re: muhabtain jab shumaar karna...
wah buhat khub
|
All times are GMT +5. The time now is 05:45 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.