![]() |
`Ek Basti Thi Dil Walon Ki
Ek basti thi dil walon ki, Jahan "Chand" or "Suraj" baste thay. Sara din wo angan men hansa khela karte thay. Ek dosre per dil-o-jan se marte thay. Phir ek din yun hua wo dono apis mein ruth gaye. Jo sapne thay wo toot gaye. Ab chand wahan tab ata he, jb suraj chala jata he, Jab surj ata hy tb chand so jata he, Badal ye kehte hen,ye surj uljha uljha rehta he, Chand k pas to taare hen ye surj tanha rehta hai...... Ek basti thi dil walon ki.. |
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
buhat khoob.......
|
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
:yeah:
''Chand" or "Suraj" TFS |
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
V Nice
|
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
bahat khoub likhaaa ... khoosh rahoO
|
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
Ghazals Collection
Aahat Aahat intezaar kar ke dekhna kabhi kissi say pyar kar ke dekhna Toot jatey hain khoon ke rishtay bhi Ghaltiyaan do-chaar kar ke dekhna Agar zindagi ka falsaffa samajhna ho barish me kachchi dewaar kharhi kr k dekhna Kaee janam beet jayein gay janaa kabhi meri mohabbatein shumaar kr k dekhna |
Re: `Ek Basti Thi Dil Walon Ki
WoOoow
Nice ...!! |
| All times are GMT +5. The time now is 06:38 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.