![]() |
aap sab ke dua ka talaab gaar ....
Assalam Alaikum Mai nai woh kar dekhayaa jis ka mujh ko bahat intazaar thaa .... mai nai jis mai apni zindaghee kai 8 saal laghaee ... ALLAH ka karam sai kaare mehnaat kai baad mai kamiyaab howa ... 16 june ko mai nai is kee presentation dainee hai aap sab loghoun ke duaoun ka talaab gaar Aakhir kar mai kamiyaaab rahaa ... parathaa bananay mai .... |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
abay is thread ka fun main kia kaam hai :wacko:
dua kis lyee chahyee yeh tu bata :bangin: |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
Allah tala aapko kamiyabi day,,or aapki har khuwahish pure karay :ameen: Allah bless u bro :s1: |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
Kyon Nahi Hamhari Dua TU Hamesha AP KE Saath Hai Lekin YE funm Mai ?? Kuch AJeeb Lag raha HAi
|
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
Arey yara jii humari sub ki duwayee app key sath hein ..
per us presentation key barey mein humein bhi batain gey nahi ... ? khair jo bhi hey .. Rab jee app ko us mein kamiyab kerein or taraqi anayet farmein .. Amin |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
Rooz ankhein khule fun section main bethe ho lolxx
ameen suma ameen bless u wic kaamyabi :ameen: |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
hahaha yeh Paratha banana sekh raha tha us k lyee dua ki request thi :goodone:
|
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
:a_hit-4u: lolxxxxxx roooz u pagal ho gaye
|
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
mai Aap sab kee duaoun ka bahat bahat shukaar ghuzaar houn :) |
Re: aap sab ke dua ka talaab gaar ....
acha ha prataha banan agyaa future ma begum ko problem nahi ho geee ,
|
All times are GMT +5. The time now is 10:07 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.