![]() |
marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
'Nadeem' kash yahi ek kam kar jaun ye dasht-e-tark-e-muhabbat ye tere qurb ki pyas jo izan ho to teri yad se guzar jaun mera wajud meri ruh ko pukarta hai teri taraf bhi chalun to thahar thahar jaun tere jamal ka parau hai sab hasinu par kahan kahan tujhe dhundun kidhar kidhar jauan main zinda tha k tera intazar Khatm na ho jo tu mila hai to ab sochta hun mar jaun ye sochta hun k main butparast kyun na hua tujhe qarib jo paun to Khud se dar jaun kisi chaman main bas is Khauf se guzar na hua kisi kali pe na bhule se paun dhar jauain ye ji main ati hai taKhliq-e-fan ke lamhon main k Khun ban ke rag-e-sang main utar jaun |
Re: marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
kya baat hai khoush rahoO
|
Re: marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
v nice
|
Re: marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
WoOoow
Nice ...!! |
Re: marun to main kisi chehre main rang bhar jaun
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 06:06 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.