![]() |
runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
aa phir se mujhe chor ke jaanay ke liye aa kuch tau meray pindar-e mohabbat ka bharam rukh tu bhi tau kabhi mujh ko mananay ke liye aa pehle se marasim na sahi phir bhi kabhi tau rusm-o rah-e dunya hi nibhanay ke liye aa kis kis ko bataein gay joda'yee ka sabab hum tu mujh se khafa hai tau zamanay ke liye aa ik umr se hoon lazat-e giryaa se bhi mehroom ai rahat-e jaan mujh ko rulanay ke liye aa ab tuk dil-e khush feham ko tujh se hein umidein yeh aakhari shumein bhi bujhanay ke liye aa |
Re: runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
Nice..
|
Re: runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
WoOoow
Nice ...!! |
Re: runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
very good
|
Re: runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
nice buht achi ha
|
Re: runjish hi sahi, dil hi dokhanay ke liye aa
V nice
|
All times are GMT +5. The time now is 07:04 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.