![]() |
Mohabat khud batati hai
Mohabat khud batati hai
Kahan kiska thikana hai Kisay aankhon main rakhna hai Kisay dil main basana hai Reha karma hai kisko aur Kisay zanjeer karma hai Mitana hai kisay dil say Kisay tehreer karma hai Issay malom hota hai Safar dushwar kitna hai Kisi ki chasm-e-girya main Chupa iqrar kitna hai Shajar jo girnay wala hai Wo saya daar kitna hai Mohabbat khud batati hai Kahan kiska thikana hai..! |
Re: Mohabat khud batati hai
::Zaberdast::
|
Re: Mohabat khud batati hai
thanks
|
Re: Mohabat khud batati hai
N!(e ::
ThanX fOr Sharing ::.. |
| All times are GMT +5. The time now is 08:54 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.