![]() |
abhi kya kahen
abhi kya kahen abhi kya sunayen ke sar-e-fasil-e-sukut-e-jan kuf-e-roz-o-shab pe sharar numa wo jo harf jarf charag tha use kis hawa ne bujha diya kabhi lab hilenge to puchna sar-e-sahar-e-ahad-e-wisal-e-dil wo jo nikahaton ka hujum tha use dast-e-mauj-e-firaq ne tah-e-khak kab se mila diya kabhi gul khilenge to puchna abhi kya kahen abhi kya sunayen yun hi khwahishon k fishar main kabhi be-sabab kabhi bekhalal kahan kaun kis se bichar gaya kise kis ne kaise ganwa diya kabhi phir milenge to puchna |
Re: abhi kya kahen
waah ji kiya baat hai
|
Re: abhi kya kahen
thanks
|
Re: abhi kya kahen
Buht KhuB
|
Re: abhi kya kahen
Thanks
|
Re: abhi kya kahen
really nice
|
Re: abhi kya kahen
thnks...
|
Re: abhi kya kahen
very nice
|
Re: abhi kya kahen
thnks..
|
All times are GMT +5. The time now is 07:01 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.