![]() |
Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
magar iss dil ko kyaa huaa, kyon bujh gayaa pataa nahin har ek din udaas din tamaam shab udaasiyaan kisi se kyaa bichar gaye k jaise kuchh bachaa nahin wo saath thaa to manzilen nazar nazar chiraaG thin qadam qadam safar mein ab koii bhii lab duaa nahin ham apane is mizaaj mein kahin bhii ghar na ho sake kisii se ham mile nahii.n kisii se dil milaa nahin hai shor-saa taraf taraf ki sarahadon kii jang mein zamii.n pe aadamii nahii.n falak pe kyaa Khudaa nahin |
Re: Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
Zaberdast
|
Re: Wo Khuwaab thaa bikhar gayaa Khayaal thaa milaa nahin
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 07:23 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.