![]() |
golden words
agar insaan ki aqal uski apni zindagi ko khushgawaar na bana sakay
tu usay zaum-e-aagahi se tauba karni chahiye. agar insaan ko apnay haal-o-halaat durust karnay ka shaoor na ho tu usay danishwar keh laanay se tauba karni chahiye agar insaan apnay aap ko ghum paraishaani gareebi gareeb alwatni ya maut se na bacha sakay tu usay khud apnay khud honay kay bayaan se tauba karni chahiye. agar insaan ko apnay khata kaar ya gunahgaar honay ka ehsaas ho jaaye tu usay jaan lena chahiye kay tauba ka waqt aagaya hai apnay gunah ka ehsaas hi tauba ki ibtidaa hai. agar gunah ka koi gawah na ho tu tauba tanhayi main honi chahiye aur agar gunah poori qaum kay samnay sarzad hua tu tauba bhi apni poori qaum kay saamnay karni chahiye |
Re: golden words
great sharing
|
Re: golden words
Really Nice..
|
Re: golden words
Thanks
|
Re: golden words
Behtareen sharing.. waki sochny wali bat he , insan to khud ko aql e kul hi smjhny lg gea he
|
Re: golden words
so nice sharing dear fantastic like this..
|
Re: golden words
thanks
|
All times are GMT +5. The time now is 01:01 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.