![]() |
Is ke nazdeek gham tark-e-wafa kuch bhi nahi Mutmayeen aesa hai ke wo jasey huwa kuch bhi nahi
Is ke nazdeek gham tark-e-wafa kuch bhi nahi
Mutmayeen aesa hai ke wo jasey huwa kuch bhi nahi Ab to hathon sey lakeerein bhi miti jati hain Us ko kho kar to mare pass raha kuch bhi nahi Chaar(4)din reh gey meley main magar ab ke bhi Us ne aaney ke liye khat main likha kuch bhi nahi Kal bichardna hai to phir ehad-e-wafa soch ke band Abhi aagaz-e-Muhabbat hai ' geya kuch bhi nahi Main to us ke waste chup hon ke tamasha na baney Tu samjata hai ke mujey tuj se gila kuch bhi nahi Ey"Shumaar"ankhein isi tarhan bichaye rakhna Janey kis waqat wo aa jaye pata kuch bhi nahi |
Re: Is ke nazdeek gham tark-e-wafa kuch bhi nahi Mutmayeen aesa hai ke wo jasey huwa kuch bhi nahi
Main to us ke waste chup hon ke tamasha na baney Tu samjata hai ke mujey tuj se gila kuch bhi nahi Wah |
Re: Is ke nazdeek gham tark-e-wafa kuch bhi nahi Mutmayeen aesa hai ke wo jasey huwa kuch bhi nahi
thanks for your sharing like this..
|
Re: Is ke nazdeek gham tark-e-wafa kuch bhi nahi Mutmayeen aesa hai ke wo jasey huwa kuch bhi nahi
nice sharing |
All times are GMT +5. The time now is 12:19 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.