![]() |
Jine ki tamana koun kare
Marne ki duayeen kyun mangon Jine ki tamana koun kare Yeh duniya ho ya woh duniya Ab khuwaishe duniya koun kare Jo aag lagayi thi tum ne Us ko to bujhaya ashkon ne Jo ashkoon ne bharkayi hay Us aag ko thanda koun kare Jab kashti sabit_o_salim thi Sahil ki tamana kis ko thi Ab asi shikesta kashti par Sahil ki tamana koun kare Duniya ne humain chora aye dil Hum choor na deen kyun duniya ko Duniya ko samjh kar bathe hain Ab duniya duniya koun kare Marne ki duayeen kyun mangon Jine ki tamana koun kare Yeh duniya ho ya woh duniya Ab khuwaishe duniya koun kare |
nice one janab |
wah very nice shah taj.ek humri taraf sy aap ki ijaazat sy Thukra k usne mujhko kaha muskura do Main hans dia akhir sawal uski khushi ka tha Main ne khoya wo jo mera tha hi nahi Usne khoya woh jo sirf usi ka tha…..! |
bohat umdaaaaa
|
Quote:
Thanx Janab |
Quote:
Thanx n Nice one |
Quote:
|
Nyc Si s
|
thanx sis
|
very good
|
All times are GMT +5. The time now is 04:31 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.