![]() |
Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
Ak Lamha Teray Bina Basar Kar Nahi Saktay Wo Aakhri Lamho Main Mujhay Maang Raha Hay Ye Waqt Hai Esa Keh Guzar Kar Nahi Saktay Khud Haath Say Apnay Usay Khona Hi Paray Ga Ye Zabt Bhi Karna Hay Mager Kar Nahi Saktay Yoon Apni Nigahon Ko Chora Lytay Hain Tujh Say Keh DIL Kay Iradon Ki Khabar Kar Nahi Saktay Tum Khowab Jalatay Rahay Ham Aaj Tak Chup Thay Ab DIL Kay Yon Jalanay Per Sabar Kar Nahi Saktay Ye Aankh Andhero Main Hai Pyaas Ka Sehra Is Noor Kay Darya Per Nazar Kar Nahi Saktay Har Chand Kay Meri Aankh Main Aanso Hain Laraztay Jaltay Howay Shoulay Is Per Aser Kar Nahi Saktay Jab Chahay Baandh Lay Gaye Tumhay Apni Nazar Say Ham Is Liye KHUDA Say Khafa Ho Nahi Saktay |
Re: Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
Tum Khowab Jalatay Rahay Ham Aaj Tak Chup Thay
Ab DIL Kay Yon Jalanay Per Sabar Kar Nahi Saktay Ye Aankh Andhero Main Hai Pyaas Ka Sehra Is Noor Kay Darya Per Nazar Kar Nahi Saktay Nice |
Re: Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
thanks
|
Re: Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
بہت پیاری اور زبردست شرینگ |
Re: Ham Hijar Kay Rastay Per Safar Kar Nahi Saktay
thankss
|
All times are GMT +5. The time now is 03:57 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.