![]() |
mohabbaten jab shumar karna ......
mohabbaten jab shumar karna to sazishen bhi shumar karna jo mere hisse main ayee hain woh azzeyaten bhi shumar karna jalaye rakhun gi subah tak main tumhare raston main apni ankhen magar kaheen zabt toot jaye to baarishen bhi shumaar karna jo harf loh e wafa pe likhe howe hain un ko bhi dekh lena jo rayegan hogayee hain woh sari ebaraten bhi shumar karna ye sardiyon ka uddas mosum ke dharkanen barf hogayee hain jab in ki yakh basti parakhna tamazaten bhi shumar karna tum apni majbooriyon ke qisse zarur likhna wazahaton se jo meri aankhon main jal bujhi hain woh khuwahishen bhi shumaar karna |
very nice one |
very nice ghazal
|
tum apni majbooriyon ke qisse zarur likhna wazahaton se
jo meri aankhon main jal bujhi hain woh khuwahishen bhi shumaar karna beautifull thnks for sharing |
nyce one
|
thanx
|
nyce
|
nyce
|
| All times are GMT +5. The time now is 05:16 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.