![]() |
sabhi kehtay hain yeh mujh say
sabhi kehtay hain yeh mujh say tumhay ab bhool jaoon main.. tum hi batlao yeh mujh ko tumahin kaisay bhualaooon main!!! kisi saada say kaghaz per mera tum naam likh dena.. kabhi tanha akelay main tumhain jab yaad aaon main!!! tumhain ab lot k ana nahi to apnay is ghar ko.. sitaron,rangon, phoolon say bhala kiun ker sajaoon main!!! mera to kaam hay her aik dua may mangna tum ko.. kabhi to aa hi jay ga asar meri duaon main!!! na woh bewafa hay na hay us ka koi qasoor..... kami hay shayed meri apni hi wafaoon main!!! |
nice
|
Nice one..
|
very nice
|
Quote:
|
Quote:
|
Quote:
|
Re: sabhi kehtay hain yeh mujh say
Nice
Thanks For Sharing... |
All times are GMT +5. The time now is 03:15 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.