![]() |
Yeh Mojeza Bhi
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye muJhe ke sang tuJhpe gire aur zakhm aaye muJhe wo meharbaa hai tho ikraar kyoo nahin kartha wo badgumaa hai tho sau baar aazmaaye muJhe wo mera dost hai saare jahaan ko hai maaloom daga kare wo kisi se tho sharm aaye muJhe main apni zaat mein neelam ho raha hoon qateel gham-e-hayaat se keh do khareed laaye muJhe |
Re: Yeh Mojeza Bhi
Niice...
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
beautiful !!
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
Jiger ur Shaolin Bhai is men kia nice ur beautiful hey
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
I have heard it sung by Jagjit singh and fell in love with lyrics immediately , Mr Shifai is an outstanding Shair and voice of jagjit makes this ghazal a real treat ..
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
Yeh baat hoi na, Ub maza aaya comments ka, Yaar formal comments nah diya kro, us se sara maza kharab ho jata hey,
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
tum poetry share kar rahe ho
ya khana chakh rahe ho jo maza kharab ho jata hai hehehehe waise zabardst poetry hai |
Re: Yeh Mojeza Bhi
Quote:
|
Re: Yeh Mojeza Bhi
main apni zaat mein neelam ho raha hoon qateel
gham-e-hayaat se keh do khareed laaye muJhe A Classic Ghazal of Kateel Shifayi! It was a great read:) Keep sharing such classic poetry. :) |
Re: Yeh Mojeza Bhi
Quote:
|
| All times are GMT +5. The time now is 12:07 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.