MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Urdu Literature (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=112)
-   -   "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!" (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=82052)

beyond_vision 05-16-2012 11:57 PM

"!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
http://i68.photobucket.com/albums/i2...erationext.jpg


" مجھے اللہ تعالی سے ڈر نہیں لگتا "

ایک روز میں نے اپنے گرو سے کہا، ایک بات پوچھوں ؟ بولے ، پوچھو ۔ میں نے کہا، اللہ تعالی قرآن میں فرماتے ہیں ، مجھ سے ڈرو۔
بولے ، اچھا پھر ؟
میں نے کہا ، پتا نہیں کیوں مجھے اللہ تعالی سے ڈر نہیں لگتا ، حالانکہ میرا ایمان ہے اللہ کے سوا کوئی قوت نہیں ہے، کوئی خوف نہیں ہے، لیکن مجھے ایسا لگتا ہے جیسے وہ بچوں کی طرح معصوم ہو، چھوٹی چھوٹی باتوں پر خوش ہو جاتا ہے، مجھے لگتا ہے جیسے وہ ہمارے لیے بے پناہ ہمدردی سے بھرا ہوا ہے۔ اتنا دیا لو ہے کہ دینے کے لیے بہانے ڈھونڈتا پھرتا ہے۔

ووہ ہنسے ، بولے مفتی ! تم زیادہ نہ سوچا کرو۔ یہ جو سوچیں ہیں، یہ گھمن گھیریاں ہیں، ڈوبنے دیتی ہیں نہ تیرنے ۔ بہت سے بھید ایسے ہیں جو سامنے دھرے ہیں مگر ہمیں دکھتے نہیں چونکہ باری تعالی نہیں چاہتے کہ وہ بھید کھل جائیں۔

میں نے کہا ، عالی جاہ ! میں تو ڈرنے کی بات پوچھ رہا تھا کہ مجھے اس سے ڈر نہیں لگتا ہے، اس پر پیار آتا ہے۔
بولے، جنہیں ڈر لگتا ہے وہ بھی خوش قسمت ہیں ، جنہیں پیار آتا ہے وہ بھی خوش نصیب ہیں۔
یہ کیا بات ہوئی ؟ میں نے چڑ کر کہا۔۔
مسکرا کر بولے : ڈر بھی ایک تعلق ہے، محبت بھی ایک تعلق ہے۔ مطلب تو یہ ہے کہ اس کے ساتھ تعلق قائم رہے، سارا کھیل تعلق کا ہے۔ اگر اللہ سے تعلق قائم ہے تو سب اچھا۔

" تلاش "ممتاز مفتی

Noor ul huda 05-17-2012 12:02 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Zabardast..

Allah says in a Hadeeth e Qudsi>> May Banday sy uss k Gumaan k Mutabiq muamila kerta hoo..

and thts true! k kam az kam ALLAH sy talluq tu jura rahay

Jazakillahu Khairun for sharing sis :)

beyond_vision 05-17-2012 12:03 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Thanks a lot Noor sis for liking it. :) I myself was really touched after reading that quote.:)

Stollen Heart 05-17-2012 02:23 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Mumtaz mufti bhi pata nhi kahan se itti gehri baten soch leta hey,

Haan Allah ke gusse ur nararzgi se derna chaiye, ur us ki rehmton ur mehrbanieyon se mohabbet kerna chaiye, Allah ki ibaadat khof se bhi ki jaati hey ur mohabbet se bhi, ub yeh nhi pata me ko keh khof ka derja zeyada hey ya mohabbet ka, per hen dono hi qeemti, Allah se relation qaim ker dete hen,

!~*SOoLi 05-17-2012 02:28 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Zabardast.. Allah Sab Ki Kami Beshiyan Muaf Karay..
Ab Aisa Hay K Mujhay Aik Hadis Yaad To Arahi Hay Magar Refrence Nai Yaad Araha..

Mafhoom Hadis: Poocha Gya Ya Rasool Allah Kamyab Kon Shakhs Hay? Farmaya Jiskay Dil Main Khauf Bhi Ho Aur Muafi Ki Umeed Bhi..

Bohat Clearly Wazeh Kardaiti Hay Ye Hadis K Allah Ko Aisa Behaviour Bhi Nai Pasand K Bilkul Hi Sarkashi Par Utar Ayen Aur Muhabbat Ki Umeedain Bandh K Baith Jayen Aur Aisa Bhi Nai Pasand K Bilkul Hi Rehmat Ki Umeed Say Mayoos Hojayen

life 05-18-2012 01:36 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Zabardast.

(‘“*JiĢäR*”’) 05-18-2012 11:44 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Nice..

beyond_vision 05-19-2012 12:35 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Quote:

Originally Posted by Stollen Heart (Post 1474232)
Mumtaz mufti bhi pata nhi kahan se itti gehri baten soch leta hey,

Haan Allah ke gusse ur nararzgi se derna chaiye, ur us ki rehmton ur mehrbanieyon se mohabbet kerna chaiye, Allah ki ibaadat khof se bhi ki jaati hey ur mohabbet se bhi, ub yeh nhi pata me ko keh khof ka derja zeyada hey ya mohabbet ka, per hen dono hi qeemti, Allah se relation qaim ker dete hen,

Jee Bilkul, U've said it right. Magar Meray Khayal main Mohabbat se ki janay wali Ibadat, Khof se ki janay wali ibadat se behtar hoti hay. :)

Quote:

Originally Posted by !~*SOoLi (Post 1474234)
Zabardast.. Allah Sab Ki Kami Beshiyan Muaf Karay..
Ab Aisa Hay K Mujhay Aik Hadis Yaad To Arahi Hay Magar Refrence Nai Yaad Araha..

Mafhoom Hadis: Poocha Gya Ya Rasool Allah Kamyab Kon Shakhs Hay? Farmaya Jiskay Dil Main Khauf Bhi Ho Aur Muafi Ki Umeed Bhi..

Bohat Clearly Wazeh Kardaiti Hay Ye Hadis K Allah Ko Aisa Behaviour Bhi Nai Pasand K Bilkul Hi Sarkashi Par Utar Ayen Aur Muhabbat Ki Umeedain Bandh K Baith Jayen Aur Aisa Bhi Nai Pasand K Bilkul Hi Rehmat Ki Umeed Say Mayoos Hojayen

Hmmm Bilkul, magar agar Mohabbat sachi hogi to phir Nafarmani ho gi hi nahi, magar agar Khof Ibadat ki wajah hay to phir shayed yeh Khudgarzi ho K hum Ibadat siraf Khoof ki wajah se kar rahay hain ya kuch reward panay k liay aur na K is liay K hamain sachi Mohabbat hay. I can be wrong here but Mumtaz Mufti is right in saying K Baat Taaluk ki hay, Jis bhi Zariay se ban jaye. :)

Quote:

Originally Posted by life (Post 1474680)
Zabardast.

Thanks for liking it. :)

Quote:

Originally Posted by JiGaR (Post 1474853)
Nice..

Thanks. :)

!~*SOoLi 05-19-2012 02:02 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Quote:

Originally Posted by beyond_vision (Post 1475087)
Jee Bilkul, U've said it right. Magar Meray Khayal main Mohabbat se ki janay wali Ibadat, Khof se ki janay wali ibadat se behtar hoti hay. :)



Hmmm Bilkul, magar agar Mohabbat sachi hogi to phir Nafarmani ho gi hi nahi, magar agar Khof Ibadat ki wajah hay to phir shayed yeh Khudgarzi ho K hum Ibadat siraf Khoof ki wajah se kar rahay hain ya kuch reward panay k liay aur na K is liay K hamain sachi Mohabbat hay. I can be wrong here but Mumtaz Mufti is right in saying K Baat Taaluk ki hay, Jis bhi Zariay se ban jaye. :)



Thanks for liking it. :)



Thanks. :)

Ye Jo Main Nay Hadis Quote Ki Hay Is Main Ibadat K Khauf Ki Baat Nai, Ye Khauf Wo Khauf Hay Jo Har Insan Ko Hona Chahiye K Hum Gunehgar Hain Khatakaar Hain Kya Moon Dikhayengay Allah Ko.. Aur ye Wo Khauf Hay Jo Gunnah Say Rokay Rakhta Hay.. Bass..

beyond_vision 05-19-2012 02:17 AM

Re: "!Mujhe Allah se Darr Kiun nahi Lagta!"
 
Thanks for making the point clear. :)


All times are GMT +5. The time now is 06:13 AM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.