![]() |
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya
Aaj dareechay main woh aana bhool gaya main bhi apna diya jalana bhool gaya, aaj mujhe bhi uski yad nahi aayi woh bhi mere khuwab main ana bhool gaya, bahaar ne jub se aana chore diya mousam bhi apna phool khilana bhool gaya, chalte chalte main usko gher lay aayi woh bhi muj se apna hath chudana bhool gaya, khat likha hai par khat ke koney par woh apni ankh ka ansoo mitana bhool gaya rooth ke dono aik jaga baithey rahey main usko woh mujko manana bhool gaya.... |
Fabulous!
No Words To Describe The Beauty Of This Poem,. Thanks For Sharing Munda Jee,. |
nicee
|
very nice..
|
zaberdast
|
Quote:
My p leasure & thanks for lykin it |
Quote:
Thanks |
Quote:
|
Quote:
|
very nce |
All times are GMT +5. The time now is 03:48 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.