![]() |
Mujh se pehli si mohabat mere mehboob na mang
mujh se pehli si mohabat mujh se pehli si mohabat mere mehboob na mang main ne samjha tha ke tu hai to darakh'shan hai hayat tera gham hai tu gham e dehar ka ghag'da kya hai teri soorat se hai alam main baharoon ko sabat teri aankhon ke siwa dunya main rakha kya hai? Tu jo mil jaye to taqdeer nigoon ho jaye yun na tha maine faqat chaha tha yun ho jaye aur bhi dukh hain zamane main mohabbat ke siwa raahatain aur bhi hain wasal ki rahat ke siwa un ginat sadyoon ke tareek bahi'mana talism resham o utlas kimkhwab main bunwaye hue ja baja bikte hue kocha o bazar main jism khak main luthre hue khoon main nehlaye hue laut jati hai idhar ko bhi nazar kya kijye ab bhi dilkash hai tera husn magar kya kijye aur bhi dukh hain zamane main mohabat ke siwa rahatain aur bhi hain wasal ki rahat ke siwa mujh se pehli si mohabbat mere mehboob na mang |
nice one |
very nice..
|
nice
|
very nice
|
wah nice |
nice
|
Great Sharing,.
|
v nice
|
All times are GMT +5. The time now is 10:21 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.