![]() |
Suno!...........Farhat Abbas Shah
Suno!
mujhay yaad naa aaya karo jub main apnay dostoun k darmiyaan baitha bol raha hota hoon kisi imtihaan ki tayyari main masroof nazar aaoon ya kisi masroof sarhak par drive kar raha houn mausam acha ho or main akaila ya khaas taur par aisey waqt jub kisi ko khat likh raha houn ya kisi bohat hee piyaarey shakhs ki yaadoun main gum dunya-o-maafeeha say beykhabar ho jaoon Tum mujhay yaad naa aaya karo!! |
Re: Suno!...........Farhat Abbas Shah
V Nice ::
|
Re: Suno!...........Farhat Abbas Shah
Thats cute Sharing ROSE.. |
Re: Suno!...........Farhat Abbas Shah
Thanks...........
|
All times are GMT +5. The time now is 01:43 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.