![]() |
Mil geya tha to usey khud se khafa rakhna tha
Mil geya tha to usey khud se khafa rakhna tha
dil ko kuch dair to masroof e dua rakhna tha main na kehta tha k saanpon se attey hein raastey ghar se nikley they to haathon mein aasa rakhnatha baat jab tark e tualuq pe hi thehri thi to phir dil mein ehsaas e gum e yaar b kia rakhna tha daman e moj e hava yun to na khaali jata ghar ki dehleez pe koi to dia rakhna tha kia khabar us k taqub mein hon kitni sochain ? apna andaz to auron se juda rakhna tha chandni bund kuvarron mein kahan utrey gi ? ik dareecha to bharey ghar mein khula rakhna tha uski khushbu se sajana tha jo dil ko Mohsin uski sanson ka laqab moj e saba rakhna tha |
Re: Mil geya tha to usey khud se khafa rakhna tha
oey hoy kia baat hai
|
Re: Mil geya tha to usey khud se khafa rakhna tha
thanksssss wishooooooooooo
|
All times are GMT +5. The time now is 01:45 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.