![]() |
What's The Favorite
|
Re: What's The Favorite
Babar Shair
|
Re: What's The Favorite
yeh shairy Games me huna chaye..
|
Re: What's The Favorite
Unse Roj milne ko dil chahta hai, kuch sunane aur sunane ko dil chahta hai, Tha kisi ke manane ka andaz aisa ki, Ek bar ruth jane ko dil chahta hai… |
Re: What's The Favorite
Ye pHiR Kis nE HaMsE LaHo0o ka KhiRaaj MaaNgaa...
aBhi To SoYe Thy MaQTaL k0 SuRKhaRo0o KaR k ..... :(49): :addab::0011: |
Re: What's The Favorite
Very nice, MoOooon and Minika,
N thanks for info Zafina..... N jigar mai ne sher ka pucha tha ap ne to poet ka naam e likh diya..... |
Re: What's The Favorite
Quote:
:wavey: my pleasure ĶįňĢ őf ĻōVęŘ |
Re: What's The Favorite
-Gheron se kaha tum ne, Gheron se suna tum ne, Kuch hum se kaha hota, kuch hum se suna hota.... |
Re: What's The Favorite
Quote:
http://a3.sphotos.ak.fbcdn.net/hphot...47180325_n.jpg Gham-e-zindagi tera shukriya – teray faiz he sey ye haal hai Wahi subh o shaam ki uljhanein wahi raat din ka wabal hai Na chaman mein boo-e-saman rahi naa he rung lala o gul raha Tu khafa khafa sa hai waqayee ke ye sirf mera khayal hai Esay kaisey zeest kahey koi ghahey aah-dil ghahey chashm-e-num Wahi raat din ki museebatein wahi mah hai wahi saal hai Mein ghumon sey houn jo yun mutmaeen Jo bura na maniye to mein kahon Teray husn ka nahi faiz kuch meri aashqui ka kamaal hai Hai ye aagh kaisee laghee hovi meray dil ko aaj hova hai kiya Jo hai ghum tu hai ghum-e-aarzo agar hai tu fikr-e visaal hai Koi kaash mujh ko bata sakey reh o rasm ishq ki uljhanein Wo kahey tu baat patay ki hai mein kahon tu khaam khayal hai Ye bata ke kiya hai tujhay hova paye ishq sarwar ghumzdaa Na wo mastiyan na wo shokhiyan na wo haal hai na wo qaal hai...!!!!! |
Re: What's The Favorite
Quote:
App ko poetry nahi aati to ye kya hai???? Gham-e-zindagi tera shukriya – teray faiz he sey ye haal hai Wahi subh o shaam ki uljhanein wahi raat din ka wabal hai Na chaman mein boo-e-saman rahi naa he rung lala o gul raha Tu khafa khafa sa hai waqayee ke ye sirf mera khayal hai Esay kaisey zeest kahey koi ghahey aah-dil ghahey chashm-e-num Wahi raat din ki museebatein wahi mah hai wahi saal hai Mein ghumon sey houn jo yun mutmaeen Jo bura na maniye to mein kahon Teray husn ka nahi faiz kuch meri aashqui ka kamaal hai Hai ye aagh kaisee laghee hovi meray dil ko aaj hova hai kiya Jo hai ghum tu hai ghum-e-aarzo agar hai tu fikr-e visaal hai Koi kaash mujh ko bata sakey reh o rasm ishq ki uljhanein Wo kahey tu baat patay ki hai mein kahon tu khaam khayal hai Ye bata ke kiya hai tujhay hova paye ishq sarwar ghumzdaa Na wo mastiyan na wo shokhiyan na wo haal hai na wo qaal hai...!!!!! |
All times are GMT +5. The time now is 08:25 AM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.